Kursi Aur Chaabi Shayari (कुर्सी और चाबी शायरी)

Kursi Aur Chaabi Shayari is an extremely deep Shayari that touches upon the always wanting and power seeking nature of humans. How human beings always try to achieve some or the other power without actually thinking about a lot of other factors that signifies humanity is beautifully covered in this shayari video.

Watch Kursi Aur Chaabi Shayari Video By Vinit Parmar

Kursi Aur Chaabi Shayari in English Script

Bachpan Mein Kursi Aur Chaabi, Har Dusri Cheezo Ki Tarah Mehez Aam Cheeze Laga Karti Thi
Bachpan Mein Kursi Aur Chaabi, Har Dusri Cheezo Ki Tarah Mehez Aam Cheeze Laga Karti Thi
Par Jaise Jaise Hum Bade Huye Tab Hume Samajh Aa Gaya Ki
Kursi Aur Chaabi Insaan Ke Andar Ke Asli Rang Ko Saamne La Sakti Hai,
Kursi Aur Chaabi Insaan Ke Andar Ke Asli Rang Ko Saamne La Sakti Hai,
Kursi Aur Chaabi Rishton Ki Gehraayi Naap Sakti Hai
Kursi Aur Chaabi Insaan Se Voh Tandaav Karva Sakti Hai Jaise Koi Aur Chiz Nahi Karva Sakti

Isiliye Kursi Aur Chaabi Koi Aam Cheeze Nahi, Balki Khaas Hai,
Isiliye Kursi Aur Chaabi Koi Aam Cheeze Nahi, Balki Khaas Hai
Kyuki Har Kisi Ko Inhe Paane Ki Hoti Khatarnaak Aas Hai
Kyuki Har Kisi Ko Inhe Paane Ki Hoti Khatarnaak Aas Hai

कुर्सी और चाबी Poetry in Hindi Script

बचपन में कुर्सी और चाबी, हर दूसरी चीज़ो की तरह महज़ आम चीज़ें लगा करती थी
बचपन में कुर्सी और चाबी, हर दूसरी चीज़ो की तरह महज़ आम चीज़ें लगा करती थी
पर जैसे जैसे हम बड़े हुए तब हमें समझ आ गया की
कुर्सी और चाबी इंसान के अंदर के असली रंग को सामने ला सकती है,
कुर्सी और चाबी इंसान के अंदर के असली रंग को सामने ला सकती है,
कुर्सी और चाबी रिश्तों की गहराइ नाप सकती है
कुर्सी और चाबी इंसान से वो तांडव करवा सकती है जैसे कोई और चीज़ नहीं करवा सकती

इसलिए कुर्सी और चाबी कोई आम चीज़ें नहीं, बल्कि खास है
इसलिए कुर्सी और चाबी कोई आम चीज़ें नहीं, बल्कि खास है
क्योंकि हर किसी को इन्हें पाने की होती है ख़तरनाक आस है
क्योंकि हर किसी को इन्हें पाने की होती है ख़तरनाक आस है

This Shayari is Thought Off, Written and Performed By Vinit Parmar.
Read and watch Tension Shayari video and feel the self realization about life to stay stress free.
Check Vinit Parmar YouTube Channel for more Shayari and Standup Comedy Videos